URDU SHAIR
Jis din se juda vo humse hue is dil ne dharkna chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra taaro ne chamkna chor diya
Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi yeh afwaah zaroor kissi dushman ne uraayi hogi shaan se rahenge tumahre dil mein hum itne dino mein kuch to jagah banayi hogi
Umeedo ki manzil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Tere pyaar ki roshni aisi hai ki har taraf ujaala nazar aata hai sochta hu ki ghar ki bijli katwa du kambaqt bill bohat aata hai


0 comments
Post a Comment